chhorni ...maya shree
mjse ek lady jiska naam maya shree tha usne bola ki paise saal m double krke degi ...maine 3 lakh lgaya lekin usne phn uthana bnd kr diya ...or ghr Khali krke krodeo rupay lekr bhag gyi ...mobicryp bol kr mjse bhut Paisa lut liya ...m single parent hu apni beti k future ka soch kr lgaya pr sb lut liya agya ..dhokebaj