🚨 **GST & RTO SCAM ALERT
🚨 **GST & RTO SCAM ALERT 🚨** GST Department ya RTO/e-Challan ke naam par WhatsApp, SMS ya Call se aane wale **fake notices, APK files aur payment links** se savdhan rahein. ❌ Unknown APK install na karein ❌ Suspicious links par click na karein ❌ OTP, UPI PIN ya bank details share na karein ✅ GST aur RTO challan hamesha **official government portal** se verify karein. ⚠️ **Ek galti se bank account khali ho sakta hai. Savdhan rahein, share karke dusron ko bhi bachayein.**