fraud online shopping hua h
suit order kiya 1300 ka address hai punjab nurmahal subham kochhar silk store se phle usne bola ki mil jayega 4 days me jb maine call kiya 4 din baad to usne bola delivery boy ka accident ho gaya hai apka parcel damage ho gaya hai apko refund kiya jayega. usne refund bhi nhi kiya . mujhe se bol rha h ki agar apke account me 8000 honge tabhi refund ho payega jb mna kiya maine to 5000 pr aya fir 3000 pr 2100 pr bola agar isse kam hoga to refund nhi hoga.